thought of uzma
Aaj kal ke nojawan aulaad girl friend/boy friend ki izzat karna to jaanta hai lekin maa Baap ki izzat karna bhul gaye hai beta gf ki har baat maanta hai lekin maa ki ek nai sunta beti bf ki har baat maanti hai lekin baap ki izzat ka nahi sochti hai apna free time gf/bf ko dete hai lekin maa Baap ko nahi beta apni biwi ke kahne par maa se alag ho jaata hai aur beti baap ke mana karne par bhi bf se taluqat rakhti hai maa baap par gussa karna unpar chillana kya muaaf hoga??nafarmani aisa gunah hai jo kabhi muaaf nahi hoga mere pyaare apni akhrat ka soche maa baap ki narazgi Allah ki narazgi hai apne waldein ko waqt dein unki izzat ka khayaal rakhe jin maa baap ne aap ko bolna sikhaya hai unpar na chillain Allah hum sabko naik farmabardar banaye ameen .
Comments
Post a Comment